Jaisa samay waisa swaroop..
We will be using these points in different murlis connecting To daily life scenarios & present an Intelligent/Educative way to Balance our intellects in a scientific way & make our psychological
Self heal taking more appropriate moves in their life
เค
เคฆเคฌ เคธे เคเคฒเคจा เคนै, เคฆैเคตी เคซเคธीเคฒเคค เคो เคฏाเคฆ เคฐเคเคจा เคนै।
เคฎीเค ा เคฌเคจเคจा เคนै। เคช्เคฏाเคฐ เคธे เคเคฒเคจा เคนै เคธเคฌเคธे। เคोเคे เคฌเคก़े เคी เคธเคฎเค เคฐเคเคจी เคนै, เคธीเคเคจा เคนै เค
เคชเคจे เคธे เคเคे เคตाเคฒो เคธे। เคธเคฎเคฏ เคฌเคाเคจा เคนै, เคตैเคฐीเคซाเค เคเคฐाเคจा เคนै เคนเคฐ เคฌाเคค เคฎे เคนเคฎ เคเคนा ं เคคเค เค ीเค เคนै, เคเคฐ เค्เคฏा เคเคธा เคชเคฐिเคตเคฐ्เคคเคจ เคเคฐे เคो เคฎाเคฐ्เค เคธเคนเค เคนो เคाเค เคเคฐ เคฎेเคนเคจเคค เคธे เคूเค เคाเค। เคฎเคค เคฒेเคจी เคนै। เคฌाเคช เคा เคฎเคฆเคฆเคाเคฐ เคฌเคจเคจा เคนै, เคिเคฎ्เคฎेเคตाเคฐ เคฌเคจเคจा เคนै, เคถ्เคฐीเคฎเคค เคो เคंเคญीเคฐเคคा เคธे เคธเคฎเคเคจा เคนै, เคชीเคนเคฐ เคเคฐ เคธเคธुเคฐ เคเคฐ เคฆोเคจों เคा เคเคฒ्เคฏाเคฃ เคเคฐเคจा, เค
ंเคฆเคฐ เคฌाเคนเคฐ เคเค เคฐเคนเคจा เคนै, เค
เคจेเค เคเคจ्เคฎों เคे เคนिเคธाเคฌ เคो เคธเคฎเคเคจा เคนै, เคเค เคฆเคฎ เคธाเคงाเคฐเคฃ เคฌเคจเคจा เคนै,
เคฌเคจाเคตเค เคฆिเคाเคตा เคोเคก़ เคฆेเคจा เคนै, เคธीเคงी เคธเค्เคी เคฌाเคค เคเคฐเคจी เคนै, เคตाเคฃी เคฎें เคฎเคนเคธूเคธเคคा เคญเคฐเคจी เคนै,เคธเคญी เคเคค्เคฎाเคं เคा เค
เคชเคจे เคीเคตเคจ เคฎें เคฎเคนเคค्เคต เคธเคฎเคเคจा เคนै, เคเคจ्เคนें เคฆिเคฒ เคธे เคถुเค्เคฐिเคฏा เคเคฐเคจा เคนै เคเคฐ เค
เคชเคจी เคญूเคฒों เคी เค्เคทเคฎा เคฏाเคเคจा เคเคฐเคจी เคนै,,,,,,,,, เคैเคธे เคเคน เคธเคเคคे เคนเคฎ เคเคชเคो เคธเคฎเค เคจเคนीं เคชाเค, เคเคชเคจे เคฌเคเคชเคจ เคธे เคนเคฎें เค ीเค เคฐाเคฏ เคฆी, เคนเคฎ เค
เคชเคจी เคงुเคจ เคฎें เคฐเคนें, เคเค เคนเคฎเคจे เคเคฐ เคी เคตैเคฒ्เคฏू, เค
เคชเคจों เคी เคตैเคฒ्เคฏू,เค
เค्เคे เคเคฐ्เคฎ เคी เคตैเคฒ्เคฏू ,เค
เคชเคจी เคตिเคถेเคทเคคा เคी เคตैเคฒ्เคฏू เคो เคนเคฎเคจें เคाเคจ เคฒिเคฏा เคนै , เคนเคฎें เคธเคฌ เคुเค เคฐिเคเคฒाเคเค เคเคฐाเคจे เคตाเคฒा, เคँเคी เคธเคฎเค เคฆेเคจे เคตाเคฒा เคเค เคชเคฐเคฎाเคค्เคฎा เคฌाเคช เคนै,
Deivi chalan, ek ne kaha doosre ne maani, mutual agreement.
Difference of opinion brought to one common opinion seeing the scope of vast world transformation to be brought.
Immediate benefits
1.Swayam ka sudhar, egoless.
2.Work flow efficient, karya nirvighan,fast, teevra gati.
Productive.result oriented Sewa.
3.Family life to be created(pravriti,Mata pita, bhai, behn)United... Bonded.Preet.
Ghar mein living simply. Doesn't matter, kiski mani jaye.. Karya achha hona chaiye.
Treasure of positive thoughts ready..
Readying self for Contribution
Kya badi baat hai.. Kisi ko zada pta hai jis subject mein wo veh kar rha, hume sahyog dena hai.. Pyar se chalna hai.. Regard dena hai.. Hume apni visheshtaon ka sahyog dena hai. Koi comparison nai... Chhota bada nai.... Tera mera nai.. Hume respect karni hai doosre ki sewa bhavna ki, time ki, upasthiti ki..kadar rakhni hai doosre ke samay, shvaas, sankalp, bol roopi khazane ki, baar baar mehnat nai leni hai...
Free from comfort zone
Kuchh karke dikhana hai...
Naaz nakhre..
Bachpana ab chhod dena hai...
Aaram pasandi chhod deni hai..
Karan nai dene...
Gege nai karna hai..
to to nai karna hai..
Pta nai..
Pta Nai nai karna hai..
Dekhenge sochenge..
Plan bnaege..
Hona toh chaiye..
Karna toh chaiye ..
hona toh to chaiye.
Ban hi jaenge...nai..
Kar ke hi dikgaegnge....
DETERMINATION ..Ho jaega
Lakshya rakhenge..
note karenge..Ho jaega..
Hua hi pda hai..
Furi furi se talab bhar hi jaega.
Hum nai karenge toh kon karega..
Humne hi kiya hai kalp pehle bhi ab bhi hum hi karenge..
Humara karya hai..
Humare baba ka karya hai. . .
Hume uski paalna ka return karna hai..
Hume uska naam bala karna hi hai..
Hum mould hone wale hai..
3.Hum vishwa sewadhari hai..
Hum niswartha sachhe sewadhari hai..
Hum aapsi mat bhed, vair virodh, irsha dwesh se pare ek pita ke bachche hai aapas mein bhai bhai hai..
Hum unche alaukik karya karne ke nimit hai, hum had ke bandhano se mukt hai..
Hum sangathan ki shakti dwara asambhav ko sambhav karne wale hai..
Hum dehi abhimani..
All round sewadhar hai..
Hum shivbaba ke bhandare se khate hai... Humara koi apna alag alag koi chhupa hua koi kaarobaar nai hai..
Humara ek hi karya ek hi baap ek hi ghar hai. Ek hi parivaar hai.
Hum apne hi tan man dhan se bharat ko swarg bnane ki sewa par upasthit hai..
Hum yagya rakshak,
ek do ki himmat badane wale,
ek do ka umang badane wale,
ek do ka sahaara banne wale,
ek do ka maan badane wale,
ek do ko pyar ki drishti se dekhne wale,
ek do mein nishchaya rakhne wale, ek do ki shakti badane wale,
ishare se chalne wale,
silence bal ka jalwa dikhane wale,
powerful vatavaran banane wale,
main mere se mukt chhote chhote vighno se mukt,
achal, ekras santusht, bhagyashali aatma hain.
Hum tyag tapasya ka jeevanta udharan hai.. Hum vishwa ke liye aadhar murt,uddhar murt, udharanmurt,
poojya aur poorvaj aatma hoon.
4. shrestha sankalp dhari,
shreshtha karmdhaari,
mahan aatma hoon,
punya aatma hoon,
main vishwa parivartak,
light house,
might house
master gyan surya aatma hoon.
Main baap ki sapoot, agya kari,
vafadaar,farmaanbardaar aatma hoon.
Main kalp pehle wali vijayi aatma hoon..
Main baap ki Aashon ka deepak,
parivaar ka priye,
vishwa ka priye,
behad ki duaein jama karne wali aatma hoon.
5.KARM KaLa/PaVitra sansaar/NatuRaL yOgI
Main sarvgun sampann solah kalah sampann banne wali divya aatma hoon.
Main har karm ko kala ke roop mein,
udte udte karne wali aatma hoon..
Main har karya ko interesting banane wali .. Har mushkil ko asaan karne wali..
Jeevan mein ras gholne wali,
bade dil wali mehnat se mukt,
sahej yogi, swatha yogi, natural yogi aatma hoon.
Main aatma sangam yuga ki maujo ka bharpoor anand lene wali aatma hoon.
Main aatma behad ki buddhi wali,
ghar ke mahatva ko samajh vikaaro se mukt rahene wali..
Duniyawi bhapko se door se rahne wali.. Pavitra sansaar mein rahne wali..
Apna pavitra sansaar rachne wali,
kisi bhi nakaratmak,
aur ashudh sankalp se mukt rahne wali param pavitra,
pujya aatma hoon.
6.NIRBANDHAN KARM/FaRIShTa-Sakaash
Main apne stritva ko maan de sadharan karya karte bhi unchi stithi dwara, kahin par bhi chakkar lagane mein saksham hoon. Teeno lok, vishwa ka koi bhi kona, charo hi yuga second mein kahin par bhi ja sakti hoon.Saara vishwa mere liye khula hai. Main avyakt farishata baap ka saathi kahin bhi second mein chakkar laga sakti hoon.
Main nirbabdhan aatma hoon,
mukt hoon,
videshi hoon,
nirakaar hoon.
Suksham vatan ki niwasi hoon,
mera avatar hua hai baap ke sath vishwa mein naye dharam ki sthapna liye.
Baap ka paigaam sabko dene liye.
Sabko deh ke dharamo se chhudaye ek sat dharam mein stith karne liye.
Mera janam hi hua hai vishwa se andhkaar mitane liye.
Mera janam hi hua hai behad sewa dwara vishwa ka malik banne ke liye.