How to take positive advantage from Situations.

parisithiyon mein party badlna nai..balki aur nishchay swanam mein baap mein... ye nai us samay hume apni chinta lag jaye mera kya hoga..fir dehdhariyon ki importance itni lagne lage.unka sahara lene lage..suggestion lene lage...apne bhavishya ki chinta ho jaye...sari purani duniya ki riti rasam yaad aa jaye...budape ka sahara..,bana kar rakhni hoti sabse..etc baap ne kaha hai sabse bna kar rakho..kisi ko naras nai karo,sabko santushta karo..future ke liye sambandh aur sampatti sambhaal kar rakho.lekin kab konsi chees karni hai...yeh samajh honi chaiye na... maan lo paristithi aai...aap us samay sambandh aur sampatti yaad karne lage..bhavishya yaad karne lage..toh ye right hai ya wrong...paristithi mein toh apne nishchaye ko aur bada dena hota hai...dehdhari se buddhi hatani hoti hai..aur hi koi saamna kare toh apne nishchay mein achal adol hona hota hai angad ke samaan..unko bhi chup kara dena hota hai..woh toh bate karenge hi..dekha...kya kia aapke bhagwaan ne...ya na bhi kahe ...